

nahi to aapka Whatsapp ke message or chat koi bhi pad sakta hai. Important Tip: Agar aapka Computer or Log bhi use karte hai to WHatsapp ko computer me use karne ke baad logout jarur karde.

Aapke Mobile me jo Whatsapp account hai wo computer me bhi open ho jayega. Apne Mobile ke camera ko Apne Computer ke samne le jaye or jo QR Code hai usko scan kare.

or New Message ke notification hame direct hamare computer par mil jate hai. Bas yaha Software se ye faida hai ki hame bar bar apne browser ko open karne ki jarurat nahi hai. Phele kya hota tha ki agar hame Whatsapp apne computer par chalana ho to hame apne Computer ke Browser me open karke apne mobile se jo qr code hai usko scan karna padta tha or uske baad ham computer se apne whatsapp account ko chala sakte the.Ībhi jo Software aaya hai usme or Web Browser me ham jo Whatsapp Chalate hai usme koi antar nahi hai.
